abhi kuchh aur karishme ghazal ke dekhte hain
abhī kuchh aur karishme ġhazal ke dekhte haiñ ‘farāz’ ab zarā lahja badal ke dekhte haiñ judā.iyāñ to muqaddar haiñ phir bhī jān-e-safar kuchh aur duur zarā saath chal ke dekhte haiñ rah-e-vafā meñ harīf-e-ḳhirām koī to ho so apne aap se aage nikal ke dekhte haiñ tū sāmne hai to phir kyuuñ yaqīñ nahīñ