mustaqil mahrumiyon par bhi to dil mana nahin
mustaqil mahrūmiyoñ par bhī to dil maanā nahīñ laakh samjhāyā ki is mahfil meñ ab jaanā nahīñ ḳhud-farebī hī sahī kyā kījiye dil kā ilaaj tū nazar phere to ham samjheñ ki pahchānā nahīñ ek duniyā muntazir hai aur terī bazm meñ is tarah baiThe haiñ ham jaise kahīñ jaanā nahīñ jī meñ jo aatī